Tuesday, 2 June 2015

Had h ...

Sukun mila h teri moojudgi se Kyu ki tuje paane ki meri okaat nahi.
Ab bs dhundh ta ho us hawa ko jisne tuje chuwa tha.
Pahchaan taa ho paani ko jis - se chara tune dhuwa tha.
Ye hi meri dewaangi ki had h.
Had ha mere pagal pan ki....

Monday, 25 May 2015

Ehasas ek moti sa....

Ehassan ke Samandar me ahssas tera ek moti h.
Tuje paane ki chahat lekar ab kud pada ho sagar me.

Friday, 22 May 2015

Jine ki waze

Har raat ab bs ye soch kr aankh band hote h meri.
Ki kl mare kismat jaagegi or ma apni khawish ko hakikat bante dekhonga .
Ye soch hi muje ab tak jinda rakhe hove ha.
Or ye hi mare zindgi jine ki waze si ban gayi ha.

Thursday, 7 May 2015

Mooka

Kalam bhi ruk gaye meri , u tere intazar me.
Mooka de isse likhne ka , mukhateer  hokar bhare bazar me.

Monday, 27 April 2015

Nirala Payala

Baar baar unki profile check krne ka maza bhi nirala h.
Ye ishq bhi saala zehar ka pyala h.

कैसे गुजारते ये ज़िन्दगी।

कयासों में कब तक, गुजारते ये ज़िन्दगी, हकीकत के चार लम्हें, बहुत हैं गहरी नींद को।